Saturday, May 24, 2008

Fanaa….Destroyed in love…


Zooni Ali Beg (Kajol), a blind Kashmiri girl, meets Rehan Quadri (Aamir Khan), a local tour guide and an incorrigible flirt. Her friends warn her against this good for nothing roadside Romeo, but she chooses to ignore them. It is now her time to discover life and love. Is this really the right choice?

Rehan is fascinated by Zooni and wants her to see life as it should be seen, in its many colours. He promises her that the time spent with him will be the most precious in all her life. And it indeed was….Zooni sees Delhi, life and love like she never has before, because of Rehan. She gets her eyesight back. But believes that Rehan is no more, after the bomb blasts in Delhi. He was infact the mastermind, and after completing his mission, moves forward to achieve his greater goal.

Eight year later, Rehan as an intruder, army man trying to save himself reach Zoonis house in Kashmir, where he meets his son. He was confused on seeing them, but since she was blink then, couldn’t recognize him, at the first instance. What Zooni doesn’t know is that Rehan has another side of his life that he has kept from her. Something that can not only change her life, but can also destroys it. He becomes the cause of her only support and strength, her father Rishi Kapoor. Finally like mother India, she shoots him…Thus they were destroyed in love…

Choices…to choose between right or wrong, is simple, but what defines ones life is the decision between the greater of 2 goods or the lesser of 2 evils.

This is the advice that Zooni receives from her father just as she is about to venture out into the world on her own for the very first time. Little does she know that these very words will shape her life.

Directed by Kunal Kohli and produced by Aditya Chopra, this is a film which some could not digest, but has left a lasting impression on many. There is the Fanaa Shayari!

“Tere Dil Mein Meri Saanson Ko Panaah Mil Jaaye, Tere Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaaye.”

"Humse door jaoge kaise, dil se hume bhoolaoge kaise, hum wo khushboo hai jo saanso me baste hain, Khudkee saanso ko rok paaoge kaise"

"Baithee hain hoton ko seekar..........pachchhtaaengee aap, Ishq jaag uthtaa hain aksar aisee khamoshi ke baaad"

"Phool Hoon Gulab kaa Chameli ka matt samazna, aashiq hoon aapka, apnee Saheli ka matt samazna"

"Naa shahar dekho naa biyaban dekho, Naa shahar dekho naa biyaban dekho.., Khuda ka eklauta namonishan dekho , buss aankh uthao aur Rehan dekho"

"Insaan kee khwaaish kee koi intehaan nahi, Insaan kee khwaaish kee koi intehaan nahi, Do gajj jameen chahiye .... do gajj kafann ke baad"

"Dard se aankhen chaar kar lenge, hum bhi intehaan dedenge, teri dosti kee khaatir aye dost, hum dushmano se bhi pyaar kar lenge"

"Kaash main oon kaa gola hota, Kaash main oon kaa gola hota aur .... Unkee ungliyon me liptaa hota ....Kaash wo mera sweater banakar garmiyon me bhi pahne rahtee........"


Bekhudee kee jindagi hum jiya nahi karte,
Jaam doosron se chheen kar hum piya nahi karte,
Unko mohabbathain to aakar ijkaar kare,
Peechha hum bhi kisika kiyanahi karte...


paani sey pyaas na bujhi toh maikhaane ki taraf chal nikalaa
socha shikaayat karoon teri khuda sey
pur khuda bhi tera aashik nikalaa

bhool kar agar humse koi bhool hui ho
toh usey bhool samajhkar bhoolaa denaa
lekin bhoolaana sirf bhool ko
ghalati sey bhi hamein naa bhoolaa denaa


rone de aaj humko aankhein sujaane dey
baahon main leley aur khudko bheeg jaane de
hai jo seeney main kaid dariyaa woh chhoot jaayegaa
hai itnaa dard ke tera daaman bheeg jaayega

adhoori saans thi, dhadkan adhoori thi, adhoorey hum
magar abb chaand hai poora falak pe
aur abb poorey hain hum

aisaa lagaa khuda ne rakh diyaa hamaare dil pey haath
liyaa naam hamaara unho ney kuchh aisi adaa key saath

aag sooraj main hotii hai
chalanaa zameen ko padtaa hai
mohabbat nigaahein kartii hain
tadapnaa dil ko padtaa hai

Jaan usey do jo apnaa dil tumhein dey
Lekin apnaa guroor sirf uspey kurbaan karo
Jo tumhaarey pyaar main fanaa ho jaaye

awaz jaisey toofaan sey pehle baadalon ki garaj
mahek jaisey pehli baarish ke baad mitti ki aah
ehsaas jaisey fakir key bhes main shehzaadaa

No comments: